Tu hi to hai meri muddato ka saar,Tu hi to hai mere payar ka iz

8/30/2025Aria v1
Tu hi to hai meri muddato ka saar, Tu hi to hai mere payar ka izjhar, teri hi inn saasoo se ye dil dhadak ta hai , pta nahi kyo ek jhalak ke liye tadaf ta hai, Tujhe paane ke liye na jaane kya kya picche choode diya, Ek dil tha siinae mai vo bi tune tod diya, ye duniyaa bus matlab ki hai, koi nahi bhai idher koi nahi yaar, Tu hi to hai meri muddato ka saar, Tu hi to hai mere payar ka izjhar, teri hi inn saasoo se ye dil dhadak ta hai , pta nahi kyo ek jhalak ke liye tadaf ta hai, Teri yaado ke picche na jaane kitne rishte mode diye, tere khayalo mai apane kitne sapne tod diye, par tere liye mai bas ek gujhara palrahe gaya, meri aukaat tera har labaz kehe gaya, jabse maine tera naam jana hai, maine tujhko apni puri duniyaa mana hai, abb bas rahe gaya tera hi intazar, Tu hi to hai meri muddato ka saar, Tu hi to hai mere payar ka izjhar, teri hi inn saasoo se ye dil dhadak ta hai , pta nahi kyo ek jhalak ke liye tadaf ta hai, Abb tu hi bata de kaise tujhe chood du, tere saath hai ek sapno ka ghar, abb tu hi bta de kaise use tod du, Tu hi to mai mere phala payar, Tu hi to hai meri muddato ka saar, Tu hi to hai mere muddato ka saar, tu hi to hai meri muddato ka saaaaar, tu hi to hai tere picche maine jeena choda hai , tu hi tha sab mera, tujhe ko maine joda hai, abb khe hi raha to ek baat aur jaan le, maine tujhe ko mana hai tu bhi mujh ko apna maan le, mai jo yujhe tujh ko dena chata, apne khavob se bada Jahan le, ek baar azzama kar dekh, teri picche sab chood du ga, tere liye phir ye duniya bhi mode du ga, teri sooch se bhi hai dil ye bda, tu saath ho to na sochu phir kon aage khada, tere sochete hi kadmo mai daal du ga, tere liye phir moote bhi taal du ga, mai ye khata nahi ki chand tare le kar aau ga, par tujhe teri sooch se bhi badi duniya dikhau ga, jab aaye ga khayal ki tujhe chood du ga, agae paal hi vo kahaval bhi tood du ga.